Sajaunga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Lyrics | Mohammad Rafi

Sajaunga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Lyrics by Mohammad Rafi

Sajaunga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Lyrics Is  Hindi Song. This Song Is Sung By Mohammad Rafi and Asha Bhosle. Music Composed by R. D. Burman. This Song Lyric was Created By Majrooh Sultanpuri.

If you need new and old Bangla and Hindi and English song lyrics, and movies, you can easily get Banglalyrics26 through this website.

Song Info
Song : Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko
Album : Yaadon Ki Baarat (1973)
Singer : Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri

Sajaunga Lutkar Bhi Tere Badan Ki Lyrics

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Lyrics
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam
Ho le liya dil, oh haye mera dil
Haye dil lekar mujhko na behlana.

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam.

Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam
Bahaar ban ke aaun
kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jayein yeh din kahin
isi tamanna mein. x (2)

Tum mere ho, haan tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo
dil ko Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam.

Sajaunga lut kar bhi
tere badan ki daali ko
Lahu jigar ka doonga hasin
labon ki laali ko. x (2)

Hai wafa kya is jahan ko
Ek din dikhla doonga main deewana
Chura liya.

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam
Le liya dil, haye mera dil
Haye dil lekar mujhko na behlana.

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam.

Read More Lyrics

Leave a Comment